Khud ki muskan ko talashna hai mujhe bohot kr liya dusron ke liye ab khud ke liye kuch krna hai mujhe bohot muskura liye logon ke liye ab khud ke liye muskurana hai mujhe ©Tarana Khan #muskan #humaari✌✌