When we first met, bola jo tha tune kano tak gaya hi nahin bus teri aakhon mein khoya tha main toh kaun hai agal bagal mein kuch dikha hi nahi #PehliNazar