Nojoto: Largest Storytelling Platform

tanha safar na mazil ka pata na khud ki khabar ,,

tanha safar na mazil ka pata na khud ki khabar ,,
shant sa dimag aur dil besabar ,,
julus mei chalta mai aur sabse hi bekhabar ,,
sath na koi gali apni na koi sheher ,,
tanha chalta mai duniya se bekhabar...
na subhe mustani na shayam deewani ,
na asman ki unchai na zameen ka sukoon ,,
na shiddat wali mohobbat na kuch paane ka junoon ,,
shant baitha mei dhundta bas Sukoon.. #safar_mera
#junoon_mera
#ishq_mera_par_yeh_dard_tera