Nojoto: Largest Storytelling Platform

aaj khub hans rhe hain meri naakamyabe par hans lo

aaj khub hans rhe hain
meri naakamyabe par
hans lo ak din sab ki boli
band karnewala huin main
kyuinki na kisi ke samne
jhuka huin
aur na kisi ke kahne pe
main ruka huin
bass main chalta rahta huin
main kabhee rukta nhi huin
main hawa huin
main kisi ke kahne pe
nhi chalta huin
meri khudh ki marzi
honi chahiye tabhi
main chalta huin main kisi 
ke baap ka gulam toirdhi 
huin jo kahe koi rukne ko aur 
main rukh jaounw

©rakesh ravsana
  main kisi ke marzi se nhi 
chalta huin main hawa huin

main kisi ke marzi se nhi chalta huin main hawa huin #Shayari

128 Views