Nojoto: Largest Storytelling Platform

Raat ki khamoshi kuch kehna chahti hai tumse, Subh

Raat ki khamoshi kuch kehna chahti hai tumse,
Subha ka dhup hamesha tumko hi dhunti hai.
Ham to tanha hi khush hai
 Magar,
 Is dill ko teri aadat si lagi hai..
Jab jab tu hawa ke jhoke jysa akar chala jata hai,
Mere maan ko chhu kar jata hy 
      Ess nadan dill ki khwahish hai
Tu rahe in ankho ke samne har pal,
Par
 Ea adhura sa khwab Dard dekar chala jata hai....

©sweet basu #romanticstory #dill#dill_ki_baat #Mobbhat

basudhachangder3682

sweet basu

New Creator