Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mujhe bhasa ki samaj nhi. Na sabdo ka gyan hai. Fi

Mujhe bhasa ki samaj nhi.
Na sabdo ka gyan hai.
Fir bhi mai likhta hu
Yahi meri pehchaan hai.

Ab tak kuch paaya nhi.
Na hi kuch khoya hai.
Jindagi ko samjha hai.
Bass ayna dikhata hu.

Lekhan ki koi raah nhi.
Likhne ki bass chaah hai.
Jod tod kar likhta hu.
Pata nhi kya likhta hu.
Mai kissey shikkta hu.

Mai bhi ek chitrakaar hu
Khayalo ko jeevan deta hu.
Naam ka bhookh mujhey nhi
Na paise ki pyaash hai.

Bass khudpe vishwaas. #openpoetry #life #thinking #book
#writer #writings
Mujhe bhasa ki samaj nhi.
Na sabdo ka gyan hai.
Fir bhi mai likhta hu
Yahi meri pehchaan hai.

Ab tak kuch paaya nhi.
Na hi kuch khoya hai.
Jindagi ko samjha hai.
Bass ayna dikhata hu.

Lekhan ki koi raah nhi.
Likhne ki bass chaah hai.
Jod tod kar likhta hu.
Pata nhi kya likhta hu.
Mai kissey shikkta hu.

Mai bhi ek chitrakaar hu
Khayalo ko jeevan deta hu.
Naam ka bhookh mujhey nhi
Na paise ki pyaash hai.

Bass khudpe vishwaas. #openpoetry #life #thinking #book
#writer #writings