Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aj barish tab huyi Jab meri aakhen nam huyi Aj bar

Aj barish tab huyi
Jab meri aakhen nam huyi
Aj barish tab huyi, jab meri aakhen nam huyi.....
Teri yaadon mein nehi,
teri baaton se kuch is tarhah mujhe dard mehsus huyi

Tere dil mein kya hain....
Iska koi khabar nehi 
Puchi thi kayi dafa tumse....
Par tumne kaha koi ghum nehi 

Kya chupana chahate ho mujhse??
Apni dard ya kuch aur??
Kya hain tumhare dil mein dabi wo shor??
Mujhe kehne mein kya harz hain? 
Kya hain taqleef? 
Tumhara chehra par sakti hun main 
Isme nehi koi fareeb....

Tum nehi mante??
Ya man na nehi chahate??
Agar main madatt nehi bhi kar pati...
Dil to halka hojata....
Bas ekbar kehke to dekhte.......
 Aakhir hain kya tumhare dil mein??.... #sadloveshayri #kuchbatenunkahi #dilkibaatein #yqbaba #yqdidi #yqquotes #mypoems

arpitabanik6026

Apu

New Creator