Manga maine pyar khuda se par kuch kabhi na paya hai galti akir kya hai meri soch kar dil apna dukhaya hai socha karu shikayat jake kyu tune tadpaya hai nikla hi tha ghr se apne tujhe se tab milvaya hai bhul gaya shikayat apni khayal kabhi na phir aya hai shukriya hai khuda ko mera jisne tujhe banya hai - 'The overthinker' thank u god