is nasamjhi ka yaa rab ab hum karen to kya karen mohabbat tak unko karni aati nahin hai dariya to mud jaata hai jis aur rawani ho jaaye samandar ko zad chodni aati nahin hai yaadein to khula rakhti hai dar aane jaane ko maazi ko laut aane ki ada aati nahin hai unko aata hai roothna har dafa manane ka hunar usne kabhi seekha nahin hai Bhook ko aata hai , imaan bech khaana khuddaro ko lekin ye sab aata nahin hai jo padhe ..request hai comment karke bataaein aur share karen ahar achi lage tabhi..