Kya kya nahi chupate hum is jahan me Kya kya nahi nakaarte hum is jahan me Na jane kyu kubul karne se darte hain Jane kya hai jo majbur rahna pasand karte hain Dar cheen jane ka hai ya us kaabil na hone ka Chah kar bhi kitni hi khwahishen jo mita jate hai ©Kumar Vimal #Chupate #jahan #Kubul #majbur #pasand #Dar #Cheen #khwahish #kumarvimal #feelings