Nojoto: Largest Storytelling Platform

Roza khaana peena band karne ka naam nahi hai.. Ro

Roza khaana peena band karne ka naam nahi hai..
Roza aankh ka bhi hai jisse burayi na dekhi jaaye
Roza haath pair ka bhi hai jisse buri cheez haath na Lagayi jaaye or bure raasto pe na chala jaaye
Roza vichaar ka bhi hota hai
Roza jism ka bhi hota hai
Roza saraapa Ruh or jism ka hota hai..
Ek aadmi jo cigeratte or paan ka aadi hota hai wo bhi roze ke waqt cigeratte, bidi, ya paan tambhaku nahi khaata..
Bhuuk pyaas or apne Nafs (desires) pe qaabu Paane ka naam Roza hai.
Apne shohar ya biwi se (roze ke waqt) jismani taalluqaat se parhez karne ka naam Roza hai.
Apne baccho or gareeb zarurat mand ko Iftaar or sehri me khaane peene ke samaan khilaane ka naam roza hai..
Apne halaal kamayi me se 2.5% ki raqam zaruratmando ko dene ka naam roza or Allah ki raza hai..
Roze ke jismani fawayid to bohot hai magar isse kayi gunah zyada Ruhani faayde hai.  Finally I had to be back after a brief layoff as to educate people what is Ramadhan and what are the benefits and virtues of Roza.. InshaAllah tabarak wa Ta'ala.. I'll answer your every question to your hearts content as to what is Ramadhan, Roza and its virtues.. Feel Free to ask me anything pertaining Islam and enlighten yourself and you'll definitely agree that Islam means Peace and our beloved country Hindustan is the country of sufis and saints who spread love, peace and brotherhood.. 🤗 
#yqbaba
#yqsayyed
#yqroza
#yqramadhan
#yqquotes
#yq
#yqbestenglishqoutes

kaderistore9761

Abid

New Creator