Ese se hota hai zahir jo haal dard ka hai sabhi ko koi na koi wabal dard ka hai Seher sasket hoya aasmaan se utri tu dil na jaan liya ya bhi saal dard ka hai Ab oska sath koi rabta nai rakhna ya baat tay hoi magr lekin ya bhi sawaal dard ka hai ya dil ujiri hoi chashma naam ya tanhai humara pass jo bhi hai maal sirf dard ka hai ya jo jhank leti hai dil se jo dusro ka dil ma meri nigaha ma kamal sara dard ka hai #farhat sahb salute