Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jab mai chhota tha to sochta ki kab bada ho jaunga

Jab mai chhota tha to sochta ki kab bada ho jaunga. apne aare sapno ko kab anjam de paunga. sara bachpana bit gya yahi sochte sochte. Kash us waqt hum bhi khele kude hote.
Aaj jawani ka daur hai par aaj na jane kaha kho gye wo sapne. 
khojate hai apna bachpan aur sochte hai kash hum ab bhi bachche hote .
Jo chehre par masumiyat thi wo kahi kho gyi sari taklife jhelte huye ye bhi pathar si ho gyi.
( Read in caption) ✍Aashu✍ Jab mai chhota tha to sochta ki kab bada ho jaunga. apne aare sapno ko kab anjam de paunga. sara bachpana bit gya yahi sochte sochte. Kash us waqt hum bhi khoob khele kude hote.

Wo daur khusnuma tha sapne apne na the par sab kuchh apna tha.
wo dosti ka waqt apna tha wo khilono ki dunia bhi apni thi. 
Wo ladna jhagadna kuchh pal ki ruswai thi uske bad fir wahi dosti payi thi.
Par dhire dhire na Jane wo waqt kab bit gya. Samjh hi na paye kuchh aur sab kuchh chhuth gya.

Jab mai chhota tha to sochta ki kab bada ho jaunga. apne aare sapno ko kab anjam de paunga. sara bachpana bit gya yahi sochte sochte. Kash us waqt hum bhi khoob khele kude hote. Aaj jawani ka daur hai par aaj na jane kaha kho gye wo sapne. khojate hai apna bachpan aur sochte hai kash hum ab bhi bachche hote . Jo chehre par masumiyat thi wo kahi kho gyi sari taklife jhelte huye ye bhi pathar si ho gyi. Wo daur khusnuma tha sapne apne na the par sab kuchh apna tha. wo dosti ka waqt apna tha wo khilono ki dunia bhi apni thi. Wo ladna jhagadna kuchh pal ki ruswai thi uske bad fir wahi dosti payi thi. Par dhire dhire na Jane wo waqt kab bit gya. Samjh hi na paye kuchh aur sab kuchh chhuth gya.