Nojoto: Largest Storytelling Platform

wakt ke sath hr insan badl jata hain pyar kitno bh

wakt ke sath hr insan badl jata hain
pyar kitno bhi ho dil me
magar har riste me duriyan aa jati hain
kabhi jo pyari lagti thi unko hmari har bat
aaj hr lawj unko chubhte hain
sath wakt bitane ko jo
 lakho bahana bnate the
aaj hmare liye wakt hi nikal nhi pate hain
insan wakt k sath kitne badl jate hain
jis ki chaht ke liye hr mandir me matha teka tha
jis ki udasi ko o bin kahe samjh leta tha
aaj us ke aansuo ko bhi dekh
nazrandaz kar muh fer leta hain
insan wakt ke sath kitna badl jata hain

©vaishnavi Mala #happy marriage anniversary