Yaad hai mujhe jab mai thak haar ke ghar aaya karta tha.. Or dekh ke chehra tera fir se khil jaya karta tha.. teri nashili aankhe or lehrate baal na jaane kaisa jadu kar jaya karta tha. U have no idea mai to bas tere pyari si smile pe hi mar jaya karta tha.. #Flatmates