Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zara poochhna us shakhs ke kya kar sakta hai woh m

Zara poochhna us shakhs ke kya kar sakta hai woh mere jitna intzaar 
kis ke sath hokar bhi na hue rah sakta hai koi
kisi ki har tarah ki baaton ko sunne ke baad bhi 
naa chhode woh tumhara sath 
kisi ki maar sah kar bhi woh kare sirf tumse pyar 
kya sah sakta hai woh shakhs woh dard bhari tanhai ki raten 
jab har koi tha uske paas phir bhi tod rakha tha sabse lagav 
woh jee raha tha akele tanha 
par naa kiya uff usne 
kyunki karta tha woh tumse bepanah pyar 
zara poochh lena usse bina kisi ko dekhe 
ek aawaz ke ehsas se jisne saunp diya apna dil tujhe 
kya woh kr sakta hai aisa pyar 
agar haan kar sakta hai 
toh usi waqt pakad lena uska haath 
main tumhe khud karungi wish tumhari wedding 
ki 
warna chup chap laut aana mere paas 
tumhare siwa maine nahi diya dil kisi ko 
tum kal bhi the mere liye anmol aur tum aaj
 aur kal bhi rahoge mere liye bahut khas...
tc

©Neel #My___Voice 
#My_💓_line 
#My_Heart

pujagupta4407

Neel

New Creator