Nojoto: Largest Storytelling Platform

pyaar ki aad mein vo nafrat chupai baitha tha raat

pyaar ki aad mein vo
nafrat chupai baitha tha
raat ke andhare mein vo
apni hawaniyaat dabai bathe the
fir hawaniyat  bahar aane lagi
or insaaniyat ko dabane lagi
mera aanchal khicha gaya
mera aatma kharochi gayi
tut gai mein andar se
samaj toh dur ki baat thi 
mere apno ne na saath diya
sharam se aankha abhi tak na juke thi un hawano ki
bhen bhen kehte kehte hame hi sharmasar kar gai
puri duniya ke samne hami ko badhal kar gai if any girl says no then it means no. 
no means no
#rape

shinki9927097333736

shinki

New Creator