insaniyat ko bacha kar sar apna kata liye Karbala me hussain ne insaniyat bacha liye Masum se Asgar ko bhi qurban kar diye wada jo kiye Nana se use nibha kar dikha diye Sajde to sabhi kiye ye Alag baat hai masum talwaron ke saye me sajda karke namaz ka martaba bata diye ©Masumwriter Muhammad sallallahu alaihi wa sallam ke Nawase hazrat imam Hussain ne sar kata liye par insaniyat ko bacha liye ... Hussain zindabad