kaise yakin karloon ki tum chale gye main jab bhi kirdaaro men rang bharta hun apne paas tumhe pata hun baat karta hun kabhi ulajhta hun bahas karta hun fir kahi na kahi samjh jata hun kaise yakin karlu ki tum chale gye abhi bhi lagta hai ki tum samne ho kal hi to angrezi medium ki baate huyi thi kaise yakin karloon ki tum chale gye tum mere zahan men ho soch men ho dil men ho fir kaise yakin karloon ki tum ........... #irrfankhan Kaise yakin karloon ki tum chale gye Eisha mahi DEVENDRA KUMAR (देवेंद्र कुमार) 🙏 MONIKA SINGH //sweta_dankhara_11// Anshuman tripathi