Nojoto: Largest Storytelling Platform

rule... har kisi ki life me apne apne rules hote

rule...

har kisi ki life me apne apne rules hote h...
bachpan se hm sbko har ek rules pr chalna sikhaya jata h aur na todna bhi sikhaya jata...hme niyam kanoon bakhubi follow karna padta h...rules ke samne hmari khusi ki koi value nhi rahti..fir bhi hm sbki ki khushiyon ke liye har ek rules ko follow krte h..taki sb khus rahe aur hmari bhi life perfect chlti rhe pr hme is life me kuch khaas maja nhi aata... 
aur fir..
ek din hmari life me ek aisa insaan aa jata...jaha puri duniya ek tarf aur wo insaan ek tarf....duniya bhar ki saari khusiya ek tarf aur usko pane ki khusi ek tarf..hm usko pane ke liye kuch bhi karne ko taiyar hote h.....yha tk ki apne saare rules bhi todne ko taiyar hote h....aur hme us time rules ko break krne me koi dar bhi nhi rahta h pta ni q? aur fir wo ek din hme chhod ke chla jata h.akele uske liye hmari koi value hi nhi rahti... hme fir tb samjh aata h ki kisi ke liye bhi apne rules ko kabhi ni todna chaiye..bachpan me hmne jin rules pr chla h unhi pr chlna chaiye....isi me hi hm sbki bhalai h...aur hm rules ko todekr kuch pal ke liye to khus rah sakte h pr lifetime tk nhi....

 kumud raj. Pratibha roy Gufran khan HOLOCAUST aman6.1 RhythmeShine