Ab mobile switch off ho jane ka bhi tension ni rahta... Na hi subah ke alarm ⏰ set karne ka tension rhta hai... Na ye dar rahta hai ki subah jaldi aankh nhi khuli to kya hoga..? Na ye dar rahta hai ki subah jaldi aankh nhi khuli to kya hoga Na ghadi ke suiyon ke piche bhaga pdta hai Na time se niklne ki jaldi Na khana khane ke liye break ka wait karna hota hai... ©Roshni Mehar #stilllife