Nojoto: Largest Storytelling Platform

hu main biyabaan main ek zarra-e-gard ya na hu....

hu main biyabaan main ek zarra-e-gard ya na hu....... dinke ujale k baad ka dubta suraj hu ya na hu............ isqh-e-zulaikha ki suni thi dastaan... ussi dard main mubtala hu main b ya na hu........ umar hui ayai ruksaar pe sokhi hu main wo kali khilne ki muntazir ya na hu..............hu dhoodta tuje firu khalwatoon main shab-o-suba...... kya hu taira banda-e-aziz ya na hu.... ki umar daraz kis umeed main "tahleel" hu main ik guzra mah-o-saal ya na hu #urdu #shayari #dard #yqbaba #rekhta