Nojoto: Largest Storytelling Platform

#OpenPoetry Mai jitna dur karta hu apni kalam ko

#OpenPoetry  Mai jitna dur karta hu apni kalam ko khudse yeh utna hi aur mere kareeb badna chahe 

Mai aane nahi deta dimag mai ek bhi shabad toh yeh dil se khud mere alfaaz dhund le aaye

Mujhe dar hai kisi ko thes na phunchaadu 
Par Yeh adiyal kalam meri bina soche samjhe sach likhtii jaaye kabu hota nahi mera mujhpar likhte waqt,  aur beqaabu kalam meri hath mera chlaaye 

hosh aane par dikhta hai hairan mujhse zamana iske kiye ka saara ilzaam mujhpar aaye 

#follow #gulaamnahi #strange #darkness

kabu hota nahi mera mujhpar likhte waqt, aur beqaabu kalam meri hath mera chlaaye hosh aane par dikhta hai hairan mujhse zamana iske kiye ka saara ilzaam mujhpar aaye #follow #gulaamnahi #Strange #darkness #OpenPoetry