Bekhauf tha mai aane wale us toofan se jisne zindgi se meri yu khela kal tak aam tha mai aadmi us bheed ne mujhe hinsa ki taraf dhakela pta nahi ki hu kya mai sayd ek hindu ya ek muslim yq ek sikh ya ek isai par itna pta hai ki us hiinsa ne mujhe hindustani na chora khud se khaf khane laga hu mai aaj iskadar ki parchai b meri mujhse ghabrati hai jo hasta khelta ek insaan tha duniya usse milne ko katrati hai waqt ke us ladai me masoomiyat kahi kho gyi h jo khud bekhauf rahta tha kabhi saari duniya usse dar rahi hai bas ek khahish hai us insaan se ki majhabo ko na ladana kyuki koi aisi majhab nahi hai jo chahti h hinsa ko badana hinsa ko badana #nrc_cab