Ab dua me khuda se kya maangu ab gairo ki ho gayi woh usey mai kaise maangu wafaa ka wasta dekar bewafai ki jisne uss se apni mohababat ka haq kya maangu jaan bujh kar anjaan ban gaye jo uss se milne ki dua kya maangu mohababat me humne ranjo-gham uthaaye hai sada sanam ke khush rehne ki dua kya maangu jise mai chahta hoon use kismat chhin leti hai tum hi bataao dosto mai dua me kya maangu. Ab dua me khuda se kya maangu??