Labo se lafz ka kya nikalna tha "khatam" sara majma ek ho gya us bheed ka hissa mai bhi tha sabhi ki trah fir kis bat pr ye masla khada ho gya har koi kisi na kisi ki traf dekhe ja rha tha mene door tk nazar dodayi to maloom pda kal tak jo sabse pyara or Keemti tha aj whi kho gya #ALBABQUDDUSI