usne kaha tha ki pyar aisa ho ki kabhi vo ruthe to tum manana or tum ruthoge to vo manane aayegi isi vishwas me akela baitha hu na vo manane aaye na hmne aas chhodi