Aapko hi mubarak ho saheb zamane ki khushiyan sari humne to gum ko munafe mein kama rakha hai aur pehle aesa nahi tha haal hamara jo ab hai Is emaandar ki chakkar ne humein deewana bana rakha hai aur ye bhi waze hai ke maut aani hai ek din har ek shaqs ko fir n jane kiyun logon ne apna jism sawaar rakha hai Aur yahin rehna hai sari zindagi ye bhi gumaan unhi ka Isi liye duniya par unhone logo ko apna mabood bana rakha hai #Aahadali #Gazhal#Aapko hi Mubarak ho Saheb zamane ki khushiyan sari#nojoto India 😍😍 _#, follow me #newplace