Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kashmakash kesi ye mere dost hai, Har taraf andhe

Kashmakash kesi ye mere dost hai, 
Har taraf andhere ka agosh hai.. 

Agla Charag roshan kitni door hai, 
Mera charag zara sa faramosh hai.. 

Vese muze tanhaiya achhi lagti hai, 
Magar yaha halat kuch aur hai.. 

Muze koshise karne se koi gurez nahi, 
Bat ye hai ki, naqamyabi kiska dosh hai.. 

Abhi bhi gilas adha bhara hua hai saki, 
Baki saara mekada madhosh hai.. 

Meri izazat ke bagair, dil ne tumse ishq kiya, 
Tabhi to aaj tumhare samne ye khamosh hai.. #kashmakash #charag #qamyabi #Tanhai #Koshise #izazat #Dil #mekada

safar8694129983586

Safar

New Creator