Tu aasman dekhta hai ya aasman me dekhta hai tu Jo Behal hai utna upar Wala tujhe kitna dekhta hai tu use dekhta hai wo tujhe dekhta hai ye matlabi duniya hai tu bewajh likhta hai