Nojoto: Largest Storytelling Platform

maa se badkar dekha na koi yu hai hjaaro par maa

maa se badkar dekha na koi

yu hai hjaaro par maa se bdkar koi nhi
andhere me ujhalo ki roshni dikhati hai maa

maa ka astitva ese na mil paya hume 
kyuki vo shakti  hai humari 

unsa koi na samajh paya hume aaj tak 
galti krne ke baad bhi maaf krdeti hai vo

maa hai us pavitra jaldhara ki tarah 
jo bheti hai ganaga ke saman hum sbke ghro mai

unki baato ko kbhi thukrana mat 
kyuki unse jyada na koi samjh paya tumko

maa bhle hi gussa karti hai 
par acche ke liye karti hai 

maa ke pyar ki sima khi tak na ruki 
vo to apram par hai

©Ajita Bansal maa se badkar dekha na koi😇😇

#MothersDay2021

ajitabansal0667

Ajita Bansal

Bronze Star
New Creator
streak icon2