Aaj ek arsa badd fir sa mulaqat huyi Koi chamatkar tha haran meri zaat huyi Dil pa kya guzari ya toh dil hi ko maloom Bin socha khushi huyi jab socha toh barsaat huyi Darknoo sa kha ya munasib waqt nahi hai Ashqoon ki dosti fir sa mera saath huyi Royansa Abrar ko pyaar kya samjaya ga koi Aab fir sa intzaar bala yah kya baat huyi ©AbrarAhmedAbbar #AbbarAhmedAbbar #AbbarPyaar