Nojoto: Largest Storytelling Platform

HANSNE AUR HANSANE KA HUNAR Duniya m hunar ki kam

HANSNE AUR HANSANE KA HUNAR

Duniya m hunar ki kami nhi
Kuch hunar hai jo mashhoor hojate hai 
Aur kuch bas gumnaam mazak banjaate hai
Har hunar apne hunar ki pehchaan mangti hai
Aur na milne par mayus hojati hai
Par ek hunar hai jo na toh kisi naam ki mohtaaj hoti hai
Nahi nakamyaabi ki hawa bhi inhe chupati hai
Aur woh hunar hai hansne ka woh hunar hai hanssane ka
Apni zarurat k liye toh hum har roz jeete hai
Par jo dusre ki zarurat bane pata hai woh kitne kamal k hote hai
Muskurahat baatne toh har koi chaka aata hai
Par jo aapka dukh udhaar lejae aisa hunarbaaz kaha milta hai
Kbhi socha hai kitna sukoon deta hai
 Apni hansi se dusro ko hansana
Kbhi socha amhai kitna acha lagta hai
Gum se bhare sheher m khushi ka dhol bajana
Sabki aadhi mushkile door hojae agar unhe koi sunne wala miljae
Akelepan ka tanav mitjae agar hume khudme hi ek saathi miljae
Hansne aur hansane ka hunar bade kismat waalo m hota hai
Is khudgarz duniya m woh aise dildaar hai
 Jo khudpe bhadosa rakh dusro ko bhadosa karna sikhate hai
Jeene k liye toh hum sab jeete hai
Par jo hanste aur hanste hue jite hai 
unhe ye zindagi khud salaam karti hai #Hansne aur hansane ka hunar#keep spreading love

poojasingh2029

Pooja Singh

New Creator

#Hansne aur hansane ka hunarkeep spreading love