Nojoto: Largest Storytelling Platform

White Sab Hadise hasraton ki hai, Warna yahan kaun

White Sab Hadise hasraton ki hai,
Warna yahan kaun kisko batna chahta hai,

Sab Khwasein Dharam aur mazhab ke hain,
Warna yahan kaun kisi insan ko marna chahata hai,

Sab Dushmani aurat se aurat ki hai,
Warna yahan tavayaf ka Kota kaun Chalta hai,

Sab Zillat Yahan garibi ki hai,
Warna yahan Amir ki huqmmrani kahan chalti hai,

Sab Dogale bazi siyasatein ki hai,
Warna yahan jhoot ki hukumat kaun chahata hai,

Sab kiraye ke makaan hai,
Warna yahan jisam mein rooh ko kaun basana chahata hai,

Sab Hadise hasraton ki hai,

©Aj stories #dilsedosti #sad_shayari Priya singh "सीमा"अमन सिंह Ayushi Singh R... Ojha Parastish

jeelanibasha6101

Aj stories

Silver Star
New Creator
streak icon9