Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek anokha 1441 ka mahe ramazan aaya, Jo azeem ne'

Ek anokha 1441 ka mahe ramazan aaya, 
Jo azeem ne'mato ka karawa saath laya. 

Maula aap ne bakshi FMB ki shifa e saugat,
Har ghar mein Hussain AS ke majlis ki har din barakat.

Imamat se ghar ko banaya goya masjid, 
Tilawat e Quran se ki pukhta hamari tauheed. 

Maula, jis daur mei hai sab vaba se pareshan, 
Mumin hai khushusan sukoon mei yahan.

Kyon ki Maula aap ho har mumin ke khair khwa,
Raho salamat mere Maula Mufaddal ta qayamat! 
Batool ki hai yeh dil se dua. #shehrullah1441
#quotesbybatulhafiji
#yqbaba
#yqdidi
#yqquotes

batulhafiji8710

Batul Hafiji

New Creator