Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kya kabhi apni maa se fariyaad karte ho, kya kabh

Kya kabhi apni maa se fariyaad karte ho,
 kya kabhi us maa ko yaad karte ho, o maa jiska ek sahara hai o, sadak pe khada duty nibharaha hai o, ek masoom sa khelta baccha bhi hai, aur raah dekhti biwi bhi hai, jinka kal ka masiha hai o, aur aaj jeene ki wajah bhi, tum tak har tareekhe se pohuncha gaya o, k kya karna hai aur kya nahi tumhe bataya gaya tha, aur tumne kuch suna aur kuch sunke ansuna kiya, jiski wajah se aj doctor ko bulaya gaya tha,  aur o bhi jaan tumhari hi hai, par bachane o aaya hai, chod k ek apni nanhi si jaan, o ghar se chala aaya hai, jaanta hai k o tumhe chu k phas bhi sakta hai, par phir bhi bina bhoole sab kuch o poori shiddat se ladta hai,  soch k ye case bhi ab simat jaayega, aspataalon me mareez toh honge, par corona nipat jaayega, toh unki is kidmath ko unki majboori aur unka pesha naa samajhna, ab duniya me farishte toh hain nahi, toh tum unko farishte hi samajhna, k dushman ka chehra hai na ab badal chuka hai, pehle hote teh mulk ab ek virus ban chuka hai,  kyun k ab naya dushman hai toh mohra bhi toh naya laana hoga, are fouz ko peeche rakh k khud aage aana hoga aur door door rehke bhi hum kareeb reh sakte hain, ghar pe baithe baithe hum sipaahi ban sakte hain, jao jo ghar soona tha o abaad karna, kuch sunna kuch sunana, hosake toh apne ghar me haath bataana, ye waqt hai ye bhi beet hi jaayega, par is waqt ko tum yaad gaar banana, jab kabhi niklegi baat corona ki, toh tum bhi ek khissa sunana....

@connect_me_wid_aysh

©ayesha Siddique #NoMoreCorona #IndiaFightsCorona #saviourofIndia #Kuch_Bevajah_Nikle_Huye_Alfazz_ #Corona_Lockdown_Rush #salute #saluteindianarmy #kuchlafzmerikalamsebyyashgera 

#warrior