aai be kabu dil💗 ❤kabhi to sun meri har chij tere hisab se nahi hoti kabhi kabhi dimag se kam lena pathta hai tu bas chal deta hai bina soche samjhe natija mujhe sochna padta hai jab tuta hai tu tab mujhe sabhalna tujhe pathta hai ..... ........❣aai dil kabhi to sun meriiiiiiii.❣..... ©Aliza shaikh dil be kabu ko kabu kuru to kaise karu. ye to aawara hai kisi ki nahi sunta.🥰🥰🥰 #Thoughts