Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek wohi to hai Jiska mujhe saath hai Darasal, wo

Ek wohi to hai 
Jiska mujhe saath hai
Darasal, wo ek raat hai
Kahaniyan bin kahe hi
Chand taare sun lete hai
Darasal, kahani mein kuch aisi baat hai

Jikr uska hai to
Koi kyun na sune
Darasal, wo khubsoorat ehsaas hai
Karib laate hai usko
Hum sabhi uski baatein karke
Darasal, jhut kehne ko wo mere paas hai

Jhuti tasalliyon se
Ye raatein haseen hui hai
Darasal, neendon ko meri fikr hui hai
Yaha to lehre bhi
Khamoshi se baatein sunti hai
Darasal, yahan wo ek ' jikr ' hui hai

Asmaan mein dhoond te hai
Kisi toote hue taare ko
Darasal, kuch aisi haalat hui hai
Jyada waqt nahi hai mere paas
Phir bhi thoda waqt hai
Darasal, zara si raat hui hai

©Sachin Rathod #darasal
#sachin
#sad
Ek wohi to hai 
Jiska mujhe saath hai
Darasal, wo ek raat hai
Kahaniyan bin kahe hi
Chand taare sun lete hai
Darasal, kahani mein kuch aisi baat hai

Jikr uska hai to
Koi kyun na sune
Darasal, wo khubsoorat ehsaas hai
Karib laate hai usko
Hum sabhi uski baatein karke
Darasal, jhut kehne ko wo mere paas hai

Jhuti tasalliyon se
Ye raatein haseen hui hai
Darasal, neendon ko meri fikr hui hai
Yaha to lehre bhi
Khamoshi se baatein sunti hai
Darasal, yahan wo ek ' jikr ' hui hai

Asmaan mein dhoond te hai
Kisi toote hue taare ko
Darasal, kuch aisi haalat hui hai
Jyada waqt nahi hai mere paas
Phir bhi thoda waqt hai
Darasal, zara si raat hui hai

©Sachin Rathod #darasal
#sachin
#sad