Nojoto: Largest Storytelling Platform

mere zehan me jo khawab h wo koi or dekhta h .. ki

mere zehan me jo khawab h wo koi or dekhta h ..
ki aag lagata h koi or...hath koi or  sekta h...
bhut dukhta h jakhm kisi apne ka diya hua ...per apno k jhakhm yha kon ginta h ................
ha krte h bdi bdi bate sb apne farz ki per aapka kiya hua kachra. tak koi or fekta h....................
fakiro ki nahi hoti koi jaat saheb....ki jo dede aasra whi khuda hota h....
nahi hoti h dil tutne ki aawaz koi ....
per jo samjh jaye ha usi se pyar hota h.... #real #emotions#beagoodsoul...

dikshasingh6240

Diksha singh

New Creator