Nojoto: Largest Storytelling Platform

kehte hai !!! safar shuhana, waqt khushnuma, har p

kehte hai !!!
safar shuhana,
waqt khushnuma,
har pal haseen,
wo Oos ki bunde,
wo kohre ka mousam,
uska dur se chalkar aana...
"mera use pyar bahri nigahon se dekhna" 
uske aate hi...
tham sa jana.
aur ye sochna ki !!!
ki kahi ye sapna to nahi?
kuch waqt beeta,,..
or tab pta chla ki;
sapne bhi itne haseen hote hai🧡
warna itna yakeen to mujhe...
khud ki himmat par bhi nahi😋

©Neeshu Tamrakar
  #wo#shuhana#safar.
kehte hai !!!
safar shuhana,
waqt khushnuma,
har pal haseen,
wo Oos ki bunde,
wo kohre ka mousam,
uska dur se chalkar aana...
"mera use pyar bahri nigahon se dekhna" 
uske aate hi...
tham sa jana.
aur ye sochna ki !!!
ki kahi ye sapna to nahi?
kuch waqt beeta,,..
or tab pta chla ki;
sapne bhi itne haseen hote hai🧡
warna itna yakeen to mujhe...
khud ki himmat par bhi nahi😋

©Neeshu Tamrakar
  #wo#shuhana#safar.