Nojoto: Largest Storytelling Platform

kash badal sakta kuch zindagi k panne, to us khuda

kash badal sakta kuch zindagi k panne,
to us khuda se tujhe mang lata,
kese kahu tujhse jajwat is dil k,
ki ab tujhse bichhad kar jiya nhi jata,
tu kuch to eitbaar kar meri in baato ka,
tera sath chhod kar ab raha nhi jata,
tu laut kahi se mere zindagi k safar mai,
ki tujh bin ye rasta kata nhi jata,
or kachot ti hai teri yaadein mujhe tanha rato mai,
is dil se tujhe bhulaya nhi jata.
kash badal sakta kuch zindagi k panne,
to us khuda se tujhe mang lata.
                                             #shourya# # Tujhse bichhad kar jiya nhi jata#
kash badal sakta kuch zindagi k panne,
to us khuda se tujhe mang lata,
kese kahu tujhse jajwat is dil k,
ki ab tujhse bichhad kar jiya nhi jata,
tu kuch to eitbaar kar meri in baato ka,
tera sath chhod kar ab raha nhi jata,
tu laut kahi se mere zindagi k safar mai,
ki tujh bin ye rasta kata nhi jata,
or kachot ti hai teri yaadein mujhe tanha rato mai,
is dil se tujhe bhulaya nhi jata.
kash badal sakta kuch zindagi k panne,
to us khuda se tujhe mang lata.
                                             #shourya# # Tujhse bichhad kar jiya nhi jata#