Bura waqt sab ka ataa hain aur jata hain, agar usse lekar bethe rahoge toh kuch haasil nahi hoga Pyaar mein dil tuthna ya phir dosti mein chot khana, sab kuch na kuch reason se hota hain Usse tumhari qadar na ho toh kya hua, uss insaan ki qadar toh karlo jo tumhare intezar mein betha hain! Respect someone who cares for you