Nojoto: Largest Storytelling Platform

Eid k aane ki itni khushi nhi mujhko, jitna Maah-e

Eid k aane ki itni khushi nhi mujhko,
jitna Maah-e-rmzan ke jane ka gm hai.

wo sehri ka mza, wo iftaar ka suroor,
wo bhook-pyaas ke chhooth jane ka gm hai.

wo ataaein, wo mgfirt, wo rehmtein, wo brktein,
jo rmzan ke lie khas hain, unke jane ka gm hai

traveeh, tahajjud, duaaein, quraan,
sdqa, sila-rehmi, rmzan ki shan,

Eid ke baad kon yaad rkhega
shaitan ke khul jane ka gm hai

Eid ke aane ki khushi nhi mujhko
Maah-e-rmzan ke jane ka gm hai.  (Shama-writes) #Eid#Rmzan#MyShayeri

dswrites6951

D.S-writes

New Creator