Us bazme hame na jane kya kya nhi mila Jis bazm se kabhi ham ko haq Tak nhi mila Abhi kaun si wardath hai jo ab tak nhi hui Abhi kaun sa zakhm hai baqi jo ab tak nhi mila Ham'ne ek pal me ek umr ka hijr guzara hai Aisa kaun sa hijr hai jo us dar'se nhi mila Ab dawa bhi ek ajab qissa banati hai is waqt Zehar b pee'ne ko wo mila jo ab tak nhi mila. ©sheikh basith ali sufi hijr