Aukat nhin...😑 Main tujhe yad krke tadpun tujhme ab waisi koi baat nhin tere liye ab badnam ho jaun ya khud ko badal dalun. Ab teri itti aukat nhin...😑 Ab agar kahin mil bhi jaye to wo hamari mulakat nhin chand sitare to kya sara jahan tujhe de deta lekin ab teri itti aukat nhin..😑 main likhta hun khud ke liye apne liye na samajh log sochte hain shayad pagal hun unko lgta hai unse chupi shayad meri koi baat nhin pr wo mujhe samajh paye itti unki bhi aukat nhin...😑 #aukat.nhin