Wafaye meri ab saari hai teri, Tere saath ki aarzoo bas dil mei jagi hai, Suno, mere khwaabo me itna na aaya karo tum, Meri muskaan dekh ab to ammi jaan bhi shaq karne lagi hai.... par tum aate jo to acha lagta h❤