Nojoto: Largest Storytelling Platform

kya kahu ikraar ke bare main... vo dur chala gaya

kya kahu ikraar ke bare main...
vo dur chala gaya or ham ikraar kr bhi na sake...
aaj vo to saath nhi par uski yaadein..
har pal rulati he...
pata nhi kyu par....
hamari khamoshiyan hee vajah he hamari duriyo ki..
jindagi ne yese mod par lake khada kr diya..
jaha se khud ko samhbhalana mushkil sa lagta he..
kya kahu ikraar ke bare main...
mera pyar or me khud se dur hui...or...
kya kahu ikraar ke bare main...❣

©Naintara #poetry # ikraar .......

#ikraar

naina9814330686446

Naintara

New Creator