Nojoto: Largest Storytelling Platform

@arhan_haider tea lover Chaai Hoslo ki Aanch me

@arhan_haider
  tea lover Chaai  Hoslo ki Aanch mei ,Jazbo ne ubali Chaai
Ishq Pita hai kadak Chahato wali Chaai !

Ketli Dukho ki thi .Gam ki bana li Chaai .
Khushi ki pee na sake Ek pyali Chaai !

Mere Dalan ka manzar dekho aa kr
Jab moond ho ban jati hai Chaai !