Nojoto: Largest Storytelling Platform

Nikla tha main tare saher ko, ki nikla tha main ta

Nikla tha main tare saher ko,
ki nikla tha main tare saher ko,
magar tujhe bataya nahi,
nikla tha main waha se jaha se thi hamare yadde joddi,
Roya tha main akela waha,
Magar mare anshu pounchne wala waha tha koi nahi,
abb farak nahi padta mujhe ki main dukhi hun ya khush,
magar tare deye dukh bhul na paya main ajj tak nahi,
ki nikla tha main tare saher ko,
magar tujhe bataya nahi......

©Piyush Luthra
  Drop a heart ❤️
.
.
.
.
.
.
.