Nojoto: Largest Storytelling Platform

keo paresaan karti ho tum mujhe main tumhare laya

keo paresaan karti ho tum mujhe 
main tumhare layak nhi ,
barbaad zindagi hai meri tujhe chahane layak nhi,,


call aata hai tumhara dimaag kharab ho jaata hai,
kya baaton gussa bahut aata hai,,

jab chalee gyee hai zindagi se mere to fir keo yaad 
karti hai mujhe ,
main ab tujhe apna nhi sakta keo taklif de rahi ha mujhe,
jaa chali jaa mere zindagi se tera yehsaan hoga,,,

©Angad Kannoujiya
  main tujhe bhul jaana chahta hu

main tujhe bhul jaana chahta hu #ज़िन्दगी

87 Views